Maand (Romanized) Lyrics – Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio

Maand (Romanized) Lyrics  Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio
Maand (Romanized) Lyrics Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio

Maand (Romanized) Lyrics by Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio

[Intro: Asfar Hussain]
Hmm, hmm, hmm
Miley to tum kabhi nahi
Meri hasrat kyun bharkai be-waja?
Ke tum bina jiye agar
Hua kaise na ye jeena rayega[Chorus: Hasan Raheem]
Darya mere dil ka ye behta na
Dukhi dil ki sadaa kuch ye kehta na
Iss ki khamoshi ki tu waja hai na
Dil se tang aa gaya yehi saza hai na
Ulfaton main nahi koi paimana
Mere apno ka mujh se ye kehna tha
Surmai teri aankhon main beh jana
Kya pata tere gham main hi rehna tha

[Verse 1: Hasan Raheem]
Kyun yoon sehte-sehte
Dil ko gham kha chuka, meri jaan
Kyun yoon rehte-rehte
Dikhe na koi disha
Kyun yoon sehte-sehte
Dil ko gham kha chuka, meri jaan
Kyun yoon rehte-rehte
Dikhe na koi disha

[Verse 2: Asfer Hussain]
Jo tu nahi to aisa main chehra
Ke jis ki khoobsurati maand parhi ho
Aisa main darya jo behna na chahe

Jo tu nahi to aisa main chehra
Ke jis ki khoobsurati maand parhi ho
Aisa main darya jo behna na chahe[Chorus: Hasan Raheem, Asfar HussainHasan Raheem & Asfar Hussain]
Darya mere dil ka ye behta na
Dukhi dil ki sadaa kuch ye kehta na
Iss ki khamoshi ki tu waja hai na
Dil se tang aa gaya yehi saza hai na
Ulfaton main nahi koi paimana
Mere apno ka mujh se ye kehna tha
Surmai teri aankhon main beh jana
Kya pata tere gham main hi rehna tha

[Outro: Hasan Raheem, Asfar Hussain & Hasan Raheem]
Kya pata tere gham main hi rehna tha
Aisa main darya jo behna na chahe

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

You May Also Like
Papillon Lyrics  NMIXX
Read More

Papillon Lyrics – NMIXX

NMIXX – Papillon Lyrics [엔믹스 “Papillon” 가사] [Intro] (Ooh-wee-ooh-wah) (Ooh-wee-ooh-wah) (Ooh-wee-ooh-wah) Beep, beep, beep, I crush, [?] 숨을…